log karte hai bahut galtiyan apni zindagi me,
lekin fir bhi unhe apne ander ek insaan nazar aata hai,
jo dikhata hai unhe aks unki zindagi ka ,
lekin daman unhe fri bhi apna bedaag nazar aata hai........
insaan aaj kal galtiyon par pachtaate bhi nahi hai,
dhokar daag kapda unhe saaf nazar aata hai........
zindagi beet jati hai par pachtaawa nahi hota......
havaano me hi unko kyon insaan nazar aata hai................
No comments:
Post a Comment